People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Ramji(Club Mix)
Lyricist: Munna Dhiman
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramji-Londonwaley/Raamji-In-Club/OQkZUhAAQws
raamji, raamji
raamji ke paas hai
raamji ke paas hai sab ke liye
ho raamji ke paas hai sab ke liye masala
raamji ke paas hai sab ke liye masala

raamji ke paas hai sab ke liye masala
raamji ke paas hai sab ke liye masala
har taale ki chabhi, har chabhi ka tala
har taale ki chabhi, har chabhi ka tala

bawarchi gharaane se
raamji ke paas hai sab ke liye masala
raamji ke paas hai sab ke liye masala
har taale ki chabhi, har chabhi ka tala
har taale ki chabhi, har chabhi ka tala

oh dil london london
haay ji dil london london
haay ji haay dil tension tension
haay ji dil makkhan makkhan
ho gaya dil makkhan makkhan
oye gore gore logo se
mere dil ki ghanti baj gayi
ek banjad banjad ho gaya
ho dil london london
Ramji Bhangra
Lyricist: Munna Dhiman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramji-Londonwaley/Remix-Bhangra-Rap/ASMGUABcfn4
raamji, raamji
raamji ke paas hai
raamji ke paas hai sab ke liye
chabhi ke tala, taale ki chabhi
raamji ke paas hai sab ke liye masala
raamji ke paas hai sab ke liye masala

har taale ki chabhi, har chabhi ka tala
har taale ki chabhi, har chabhi ka tala
jaisi bhukh dekhe waisa de niwala
raamji ke paas hai sab ke liye masala

bawarchi gharaane se judi hai inki taare
bawarchi gharaane se
pidhi dar pidhi se bawarchi hai sare
bawarchi gharaane se judi hai inki taare
kuyein ke mendhak hai raam ji
par hai kuyein ke raaja
saare kuyein me bajta hai
inke naam ka baaja
kai saal khud uble hai tab kiya ubala
raamji ke paas hai sab ke liye masala
raamji ke paas hai sab ke liye masala
har taale ki chabhi, har chabhi ka tala
har taale ki chabhi, har chabhi ka tala

raamji ke paas hai sab ke liye masala
raamji ke paas hai sab ke liye masala
har taale ki chabhi, har chabhi ka tala
har taale ki chabhi, har chabhi ka tala
jaisi bhukh dekhe waisa de niwala
raamji ke paas hai sab ke liye masala

bawarchi gharaane se judi hai inki taare
bawarchi gharaane se
pidhi dar pidhi
Bhool Na Jayingre
Lyricist: Munna Dhiman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramji-Londonwaley/Bhool-Na-Jaying/JSMkdCNAcXw
pardes ke paani mein ghul na jaying re
arey dekh teri akla wakla dhul na jaying re
bhool na jaying - 7 re
bhool na jaying he
bhool na jaying - 3 re
pardes ke paani mein ghul na jaying re
arey dekh teri akla wakla dhul na jaying re
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying he
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying

hey tum chitti pitti ho toh likhna chithi re
kutch na chapaying
sona ho chandi ho tamba ya mitti ho
dil se chabaying
kabhi jo sir mein ho circus
naso mein daude joker dus
kabhi jo ho jaye bas bas
bus pakadke ulte paao gaao aaying re
bhool na jaying - 7
arey ho laage na najariya
arey ho laage na najariya
more rama ji ko laage na najariya - 2
bhool na jaaying jaaying re bhool na jaaying - 2

baaton ke matlab mein matlab ki baaton mein sir na khapaying
apne hi haatho se apne hi haatho ko har din milaying
kabhi jo kismat pee le bhang
to bhi dil mein karo mein surang
yahi toh keh gaye peer malang
chaar paise jodke ghar ko aaying re
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying - 3 re
pardes ke paani mein ghul na jaying re
arey dekh teri akla wakla dhul na jaying re
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying
Ramji Ke Paas Hai
Lyricist: Munna Dhiman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramji-Londonwaley/Raamji-Ke-Paas-Hai/BQIeeh9FQ1U
Video:
ye mausa ho ya mausi ho
ye mausa ho ya mausi ho
phuphi ho ya khala
ay ramji ke pass hain sabke liye masala
ramji ke pass hain sabke liye masala
har taale ki chaabi har chaabi ka taala
har taale ki chaabi har chaabi ka taala
jaisi bhook dekhe waisa de niwala
ramji ke pass hain sabke liye masala
ramji ke pass hain sabke liye masala
har taale ki chaabi har chaavi ka taala
har taale ki chaabi har chaavi ka taala

bawarchi gharane se judi hain inki taare
bawarchi gharane se
peedi dar peedi se bawarchi hain saare
bawarchi gharane se judi hain inki taare
kue ke medhk hain ramji par hain kue ke raja
saare kue mein bajta hai inke naam ka baja
kai saal khud uble hai tab kiya ubala
ho ramji ke pass hain sabke liye masala
ho ramji ke pass hain sabke liye masala

behna ki shadi ki sir pe jimmedari
raat din yahi khayal sir pe kare sawari
hai ram ji ki haatho mein aisi hai kala
ek hi bhurki mein dil udne chala
ek hi bhurki mein dil udne chala
hain ramji ki haatho mein aisi hain kala
ho mantar hain ke har shay mein jee bhar daalo pyaar
vo kya swaad jo ruh ko na karde jaykedaar
bailgadi wala ho ya railgadi wala
ramji ke pass hain sabke liye masala
ramji ke pass hain sabke liye masala
har taale ki chaabi har chaabi ka taala
har taale ki chaabi har chaabi ka taala
har taale ki chaabi har chaabi ka taala
jaisi bhuk dekhe bhaiya waise hi de niwala
ramji ke pass bhaiya ramji ke pass re ramji aha
jiya re jiya re jiya jiya re
ramji ke pass hain sabke liye masala
ramji ke pass hain sabke liye masala
ramji ke pass hain sabke liye masala
ramji ke pass hain sabke liye masala
Do Do Do Do
Lyricist: Munna Dhiman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramji-Londonwaley/Do-Do-Do-Do/OAsaZTZWY2M
Video:
when in rome do as romance do
when in doubt think of thought or two
when in rome do as romance do
when in doubt think of thought or two
when in pain say something true
when in love what do yo do
do do do do do do do do
hey do do do do do do do do
din mein bhi chamke jugnu
aankhon se tapke khushbu
sapna hain ya jadu
jaanu main na jaane tu
do do do do do do do do
do do do do do do do do

man suna suna hua
kya jadu tona hua
lo ho gaya hain hame
woh pehle jo na hua
chalti hain hawa chu chu
yeh puche hain kaisa tu
mere sang chalta hain
koi mujhsa hubhu
do do do do do do do do
hey do do do do do do do do

chaanv kosi kosi lage
dhoop paali posi lage
chaand baate waate kare
raat soti soti jage
kya hain ye justju
kyo hain ye guftgu
kya hain jo chup chup ke
ho raha hain rubru
do do do do do do do do
hey do do do do do do do do
la la la la la do do do do
Dhua Dhua Kape Rua
Singer: Sonu Nigam
Lyricist: Munna Dhiman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramji-Londonwaley/Dhooan-Dhooan/Q0UiVCx8VX0
Video:
raahe dhua dhua, kanpe ruaa ruaa
ye mere sath kya kar rahi jindagi ye
raahe dhua dhua, kanpe ruaa ruaa
ye mere sath kya kar rahi jindagi ye

milo talak hai sunapan sunapan
milo talak hai sunapan sunapan
har sans me hoti hai koi jalan
sunepan se jal na jaye ham
yu jina pad raha
dil roj mar raha
ye to socha na tha
ye to maanga na tha
ye to socha na tha

jo socha tha
vaisa na hoga kabhi
jina hoga dujo ki sharto pe hi
kis dhue me ho gaye hai gum
sab sard sard hai behisab dard hai
ye mere sath kya kar rahi jindagi ye
London London Ho Gaya
Lyricist: Munna Dhiman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramji-Londonwaley/London-London/BDcHABpYeks
Video:
hmmm gore gore logo se
ek bandhan bandhan ho gaya
arey gaon ke ek chore ka dil
london london ho gaya
dil london london
haaye haaye ji dil london london
ah ha ji dil london london
haaye ji dil london london
aha ji ah dil london london
haaye ji dil london london
arey purab ko pashchim se
mahi ve haai
arey purab ko pashchim se
koi gathbandhan ho gaya
ho london london
ah ha ji dil london london
haaye ji dil london london
ho gaya dil london london
are gaon ke ek chore ka dil ho o o o

aankhein bharta tha chugli karta tha
dar ke khaya tha dil
tej choda toh kitne din mere
sang na aaya tha dil
aankhein bharta tha chugli karta tha
dar ke khaya tha dil
tej choda toh kitne din mere
sang na aaya tha dil
ab aa gaya ho mere saath yeh
ho ab aa gaya mere saath yeh pardesiya
dil ki ghanti baj gayi aha aha

dil ki ghanti baj gayi
ho dil tan tan ho gaya
oye ho dil ah ah ah
ho dil hay hay hay
ho dil london london ho gaya

oh yeh mara mari
yeh duniya daari achi lagne lagi
har bhaaji taaji sabji tarkari
achi pakne lagi
oh yeh mara mari
yeh duniya daari achi lagne lagi
har bhaaji taaji sabji tarkari
achi pakne lagi
meri daal toh hai ji galne lagi
o meri daal toh hai galne lagi
life mein tadka lag gaya
ho o life mein tadka lag gaya
sab makhan makhan ho gaya
ho dil makhan makhan
haay ji dil makhan makhan
haay ji dil makhan makhan ho gaya
dil makhan makhan
arey gaon ke ek chore ka dil
london london ho gaya
ho dil london london
haaye ji dil london london
haaye ji haaye dil tan tan tan tan
haaye ji dil makhan makhan
ho gore gore logo se
mere dil ki ghanti baj gayi
ek bandhan bandhan ho gaya
ho dil london london ho gaya
ho dil london london ho gaya